Ingredients :
Chicken Stok
Tomato 5
Boneless Chicken 125 grams
Carrots t 3
Shimla Mirch 3
Band Gobi 250 grams
Shuljum 1
Chinese Salt 3 Tea Spoon
Sirka 1 Table Spoon
Oil 1 Table Spoon
Salt 1 Tea spoon
Sugar 1 Tea Spoon Delicious Hot N Sour Soup Method / Tarika:
Dechki main pani daal kay us main chicken wings ya neck pices dalege, aur josh aanay kay baad halki anch pe rakh dain 2 hours kay lia.
Ab 5 darmianay tamator lekr pani dal kar boil kren, boil karnay kay baad tamator kay chilkay utar kar blend krlen. ab phir in tamaam sabzio ki lambai mai barik cutting kren.
Jab chicken stok nikal jaye tu us mai se chicken nikal len. Ab is chicken stok ko cholay per rakh kr is mai belnd kia hua tamotos dalen aur phir is main kati hoi tamam sabzi dale n. salt, chinese salt, sugar, sirka dale ge sath is main boils bhi aatay rahain gay.
Ab Pani main cornflour mila kar soup main dale gay aur sath chamcha hilatay jayain gay.
Ab akhir main is main oil dalain gay, Aur HOT n SOUR SOUP Ready hay.
No comments:
Post a Comment